Monday, December 18, 2017

The Threshold


Beyond the threshold of pain,
Why urge me, time and again?

Now I know,  yet why this dally?
Deliver me to that, which lasts gaily!

Mirage, aren't you?  Tricking the poor me endlessly !
I seek to  travel beyond earnestly and fiercely

O my poor little mind,  learn this to implore.
Deepen your misery or joy until there is simply no more!


Hold yourself still in that space forever,
For here is from where you may then seek never!

Saturday, November 18, 2017

Chaahe sitam ho ya pyaar,
Is dil ne sirf unhipe kiya aethbaar!

Chaahe dhoop ho ya bahaar,
Is dhadkan ne unhi ko bulaaya baar baar!


Monday, August 7, 2017

Desire

Aah Desire!!

You lure me unto deceit
 I choose you to defeat.

I chase you to savour,
Life's transient flavour.

Do you offer pleasure?
Nay, it is all smeared to suffer!

I know now your games of fervour
All I seek is to go beyond you forever!

Alas!! I now wonder!!
To transcend, is it just yet another desire?!!! 





Tuesday, May 30, 2017

Is bEkarAri mein ajab sa maza hai,
Intezaar mein bhi anokha nasha hai!

Unki aawaz sunne ko dil aisa tarse,
Jaise pyaasi dharti baadal ko tarse!

Jab barsegi bArish, mein bheegkar chA jaaoon,
Un baathon ki sailaab mein doobkar aakhir main kho jaaoon.






Friday, April 7, 2017

Jab dil diye baithe hain!!

Shikvon ko kya ginen,
Jab dil hi de baite hain?

Darde dil kya sunaayen,
Jab dil hi de baite hain?

Kisse kya doharaayen,
Jab dil hi diye baite hain?

Khafa aakhir kisse ho,
Jab dil hi de baite hain?

Jab taareef taqleef banjaaye,
Woh rishta bhi kaise ho?

Jab taqleef hi tehazeeb banjaaye,
Woh mohabat bhi kaise ho?

Kya mushkil, kya aasan hai yaara?
Pyaar mein tho sirf pyaar hota hai!

Unke khayaalon mein bhi yaara,
Ajab sa ek nashaa hi hota hai!!

Sunday, February 26, 2017

ಯಾರ ನೆಲ, ಯಾರ ಬನ ? ಪರಶಿವನೇ ಹೇಳು

ನಿನ್ನ ವನ , ನಿನದಲ್ಲವೇ ನೆಲವು ?
ನೀನಲ್ಲವೇ  ಬಾನು, ಜೀವ ತಣಿಸುವಾ ಗಂಗಾ ಜಲವು!

ನಾನು ನನದೆಂಬ ಈ ಕಿತ್ತಾಟಗಳ  ನಡುವೆ,
 ಮರೆತು ನಿಂತಿದೆ ನಿನ್ನ, ಈ ಮೂಢ ಮನವು!

ನಿನ್ನ ಧ್ಯಾನವ ತೊರೆದು, ಮತಿಗೆಡುವ ಮೂಢ ಜನ,
ಸತ್ಯಕ್ಕೆ ಬೇಕಿನ್ನೂ ಇದಕಿಂತ  ಅವಮಾನ ?

 ಸಂತೆಯಿದು  ಎಂತಹದೋ? ಎಂತಹದಿದು ಕಥೆಯೋ?
ನಗು ಬರುವ ಹಾಗೆ ಇದೆ, ಇದು ಎಂತಹಾ ವ್ಯಥೆಯೋ?

ನೀನು ಸೃಷ್ಟಿಸಿದ ಈ ಲೋಕ , ನಿನಗೇ ಇಲ್ಲವಂತೆ,
ಯಾರದೆಂದು ಬಗೆ ಹರಿಸು, ಬಂದಿಹೆಯಲ್ಲ  ಎನ್ನ  ತಂದೆ!











Saturday, January 28, 2017

Intezaar ki ghadiyaan hain,
Tham jo gaye hain!
Unki yaadon mein aakhen jaise,
Nam ho gaye hain.

Intehaan mohabat ki hai,
Kahin rooth na jaana.
Ey dil, judaai ka aalam hai,
Kahin toot na jaana.

Sun aahaton ko sahi
Woh kabhi to aayenge?
Bikhre hue is rooh ko
Kabhi toh jod paayenge?

Kabhi to aayegi bahaar? Kabhi toh sajegi zindagi chookar sacha pyaar?
Kyaa intezaar mein rahenge hum yun hi umr bhar?